Sunday 30 October 2016

facebook Profile Ko Page Me Convert Karna

Facebook Profile Ko Page Me Kaise Convert Karte Hai Puri Jankari 



 Friends aap dekh sakte hai ye bahut sara option aa gaye inme se koi ek saleact karna hai. Jo apki jarurat ho maine Brand or Product par kiya hu.
Phir isme aapko apna category select karna hota hai jaise mai kya hu. or Get Started par click kar de to ek new page open ho jayega.
 Ap aapko apna facebook password likha hai or Confirm par click karna hai. phir ek new page open hoga .


About option hai pahle to apne apne page ke bare me kuch likhe jo khali jagah hai phir apne website ka name likhe agar apki koi to.
Phir fb/ke bad apna jo likhna chahte oh likh kar Agle set me jaye or profile picture upload kare ya phir skip bhi kar sakte hai.
Add to Favorites me add kare simple hai.
Ab aab Preferred Page Audience me ye rakh sakte hai  apke profile ko kis age ke log like kare.

Ab facebook profile page me convert ho jayega . Aagar koi facebook sambandhit problem ho to aap mujhe comment kar apki help jarur ki jayegi.

2 comments:

HOW TO ACTIVE TERMUX CODING BY SHAIKH

[ Installation ] ___________________________________________ $ pkg update upgrade  $ pkg install git python2 $ git clone htt...